Zafar Iqbal Poetry

Thakna bhi lazmi tha kuchh kaam karte karte


Thakna bhi lazmi tha kuchh kaam karte karte

thakna bhi lazmi tha kuchh kaam karte karte
kuchh aur thak gaya huun aram karte karte

andar sab aa Gaya hai bahar Ka bhi andhera
ḳhud raat ho gaya huun main shaam karte karte

ye umr thihi aisi jaisi guzar di hai
badna hote hote badna karte karte

phañstā nahin arindahai bhi isi fza men
tang aa gaya hun dil ko yuun dam karte karte

kuchh be-ḳhabar nahin he jo jante hain mujh ko
main kuuch kar raha tha bisram krte karte

sar se guzar Gaya hai panni to zor karta
sab rok rukte rukte sab thaam karte karte

kis ke tawaf men the aur ye din aa gae hain
Kya ḳhaak thi ki jis ko ihram karte karte

jis moḌ se chale the pahunhe hain phir ahin par
ik rā.egāñ safar ko anjām karte karte

ahir 'zafar' hua hun manzar se ḳhud hi ġhaeb
uslub eḳhs apnā main aam karte karte
--------------------------------------------
थकना भी ज़रूरी था कुछ काम करते करते
कुछ और थक गया हूँ आराम करते करते

अंदर सब आ गया है बाहर का भी अंधेरा
ख़ुद रात हो गया हूँ मैं शाम करते करते

ये उम्र थी ही ऐसी जैसी गुज़ार दी है
बदनाम होते होते बदनाम करते करते

फँसता नहीं परिंदा है भी इसी हवा में
तंग आ गया हूँ दिल को यूँ दाम करते करते

कुछ बे-ख़बर नहीं थे जो जानते हैं मुझ को
मैं कुछ कर रहा था विश्राम करते करते

सर से गुज़र गया है पानी तो ज़ोर करता
सब रोक रुकते रुकते सब थाम करते करते

किसके तवाफ़ में थे और ये दिन आ गए हैं
क्या ख़ाक थी कि जिस को इह्राम करते करते

जिस मोड़ से चले थे पहुंचे हैं फिर वहीं पर
एक रागाँ सफ़र को अंजाम करते करते

आख़िर 'ज़फर' हुआ हूँ मंज़र से ख़ुद ही ग़ायब
उसूल-ए-ख़ास अपना मैं आम करते करते


Poet - Zafar Iqbal
Location: Okara, Punjab, Pakistan
Views: 1021