Firaq Gorakhpuri Poetry

Yaad hai shadi men bhi hangama-e-ya-rab mujhe


Yaad hai shadi men bhi hangama-e-ya-rab mujhe

yaad hai shadi men bhi hangama-e-ya-rab mujhe
subha-e-zahid hua hai ḳhanda zer-e-lab mujhe

hai kushad-e-ḳhatir-e-va-basta dar rahn-e-suḳhan
thā tilism-e-qufl-e-abjad ḳhana-e-maktab mujhe

ya rab is ashuftagi kī daad kis se chahiye
rashk asa.ish pe hai zindaniyon kī ab mujhe

tab.a hai mushtaq-e-lazzat-ha-e-hasrat kya karun
aarzu se hai shikast-e-arzu matlab mujhe

dil laga kar aap bhī 'ġhalib' mujhī se ho ga.e
ishq se aate the maane mīrz sahab mujhe
----------------------------------------
याद है शादी में भी हंगामा-ए-या-रब मुझे
सुबह-ए-ज़ाहिद हुआ है ख़ंदा ज़ेरे-लब मुझे

है खुशाद-ए-ख़ातिर-ए-वाबस्ता दर-रहन-ए-सुख़न
था तिलस्म-ए-क़ुफ़्ल-ए-अब्ज़द ख़ाना-ए-मकतब मुझे

या-रब इस आषुफ़तगी की दाद किस से चाहिए
रश्क-ए-आसाईश पे है ज़िंदानीयों की अब मुझे

तब़ा है मुस्तक़-ए-लज़्ज़त-हा-ए-हसरत क्या करूँ
आर्ज़ू से है शिकस्त-ए-आर्ज़ू मफ़हूम मुझे

दिल लगा कर आप भी 'ग़ालिब' मुझी से हो गए
इश्क़ से आते थे माने मीरज़ा साहब मुझे



Poet - Firaq Gorakhpuri
Location: Gorakhpur, India
Views: 68