hal-e-gham un ko sunate jaiye.. byKhumar Barabanki November 15, 2024 hal-e-gham un ko sunate jaiyeshart ye hai muskurate jaiyeaap ko jaate na dekha jaegashama ko pahle bujhate jaiyeshukriya lutf-e-musalsal ka magargaahe gaahe dil dukhate jaiyedushmanon se pyaar hota jaegadoston ko azmate jaiyeraushni mahdud ho jin ki 'ḳhumar'un charaġhon ko bujhate jaiye------------------------------हाल-ए-ग़म उनको सुनाते जाइएशर्त यह है मुस्कुराते जाइएआप को जाते न देखा जाएगाशमा को पहले बुझाते जाइएशुक्रिया लुत्फ़-ए-मुसलसल का मगरगाहे-गाहे दिल दुखाते जाइएदुश्मनों से प्यार होता जाएगादोस्तों को आज़माते जाइएरोशनी महदूद हो जिनकी 'ख़ुमार'उन चराग़ों को बुझाते जाइए Read more Khumar Barabanki Emotions Heartbreak PainAndSmile Friendship
Meri tanhai badhate hain chale jaate hain.. byAbbas Tabish November 13, 2024 meri tanhai baḌhate hain chale jaate hainhans talab pe aate hain chale jaate hainis liye ab main Kisi ko nahin jaane detajo mujhe chhoḌ ke jaate hain chale jaate hainmeri ankhon se baha karti hai un ki ḳhushburaftagan ḳhvab men aate hain chale jaate hainshadi-e-marg ka mahaul bana rahta haiaap aate hain rulate hain chale jaate hainkab tumhen ishq pe majbur kiya hai ham neham to bas yaad dilate hain chale jaate hainaap ko kaun tamasha.īi samajhta hai yahanaap to aag lagate hain chale jaate hainhaath patthar ko baḌhaun to sagan-e-duniyahairati ban ke dikhate hain chale jaate hain----------------------------------------------मेरी तन्हाई बढ़ाते हैं चले जाते हैं हँस तालाब पे आते हैं चले जाते हैं इसलिए अब मैं किसी को नहीं जाने देता जो मुझे छोड़ के जाते हैं चले जाते हैं मेरी आँखों से बहा करती है उनकी ख़ुशबू रफ्तगान ख़्वाब में आते हैं चले जाते हैं शादी-ए-मर्ग का माहौल बना रहता है आप आते हैं रुलाते हैं चले जाते हैं कब तुम्हें इश्क़ पे मजबूर किया है हम ने हम तो बस याद दिलाते हैं चले जाते हैं आप को कौन तमाशाई समझता है यहाँ आप तो आग लगाते हैं चले जाते हैं हाथ पत्थर को बढ़ाऊँ तो सगान-ए-दुनिया हैरती बन के दिखाते हैं चले जाते हैं Read more Love Heartbreak Memories EmotionalPain Departure