hal-e-gham un ko sunate jaiye.. byKhumar Barabanki November 15, 2024 hal-e-gham un ko sunate jaiyeshart ye hai muskurate jaiyeaap ko jaate na dekha jaegashama ko pahle bujhate jaiyeshukriya lutf-e-musalsal ka magargaahe gaahe dil dukhate jaiyedushmanon se pyaar hota jaegadoston ko azmate jaiyeraushni mahdud ho jin ki 'ḳhumar'un charaġhon ko bujhate jaiye------------------------------हाल-ए-ग़म उनको सुनाते जाइएशर्त यह है मुस्कुराते जाइएआप को जाते न देखा जाएगाशमा को पहले बुझाते जाइएशुक्रिया लुत्फ़-ए-मुसलसल का मगरगाहे-गाहे दिल दुखाते जाइएदुश्मनों से प्यार होता जाएगादोस्तों को आज़माते जाइएरोशनी महदूद हो जिनकी 'ख़ुमार'उन चराग़ों को बुझाते जाइए Read more Khumar Barabanki Emotions Heartbreak PainAndSmile Friendship
Wahi phir mujhe yaad aane lage hain.. byKhumar Barabanki November 8, 2024 वही फिर मुझे याद आने लगे हैंजिन्हें भूलने में ज़माने लगे हैंवो हैं पास और याद आने लगे हैंमोहब्बत के होश अब ठिकाने लगे हैंसुना है हमें वो भुलाने लगे हैंतो क्या हम उन्हें याद आने लगे हैंहटाए थे जो राह से दोस्तों कीवो पत्थर मिरे घर में आने लगे हैंये कहना था उन से मोहब्बत है मुझ कोये कहने में मुझ को ज़माने लगे हैंहवाएँ चलीं और न मौजें ही उट्ठींअब ऐसे भी तूफ़ान आने लगे हैंक़यामत यक़ीनन क़रीब आ गई है'ख़ुमार' अब तो मस्जिद में जाने लगे हैं---------------------------------------------Wahi phir mujhe yaad aane lage hainJinhe bhoolne mein zamaane lage hainWoh hain paas aur yaad aane lage hainMohabbat ke hosh ab thikane lage hainSuna hai humein woh bhulaane lage hainToh kya hum unhe yaad aane lage hainHataaye the jo raah se doston kiWoh patthar mere ghar mein aane lage hainYeh kehna tha unse mohabbat hai mujhkoYeh kehne mein mujhko zamaane lage hainHawaayein chali aur na maujein hi uthinAb aise bhi toofaan aane lage hainQayamat yaqeenan qareeb aa gayi hai'Khumar' ab toh masjid mein jaane lage hain Read more Khumar Barabanki