Yaad tab karte ho karne ko na ho jab kuchh bhi.. byUmair Najmi November 19, 2024 yaad tab karte ho karne ko na ho jab kuchh bhiaur kahte ho tumhein ishq hai matlab kuchh bhiab jo aa aa ke bataate ho vo shakhs aisa thajab mere saath tha vo kyun na kaha tab kuchh bhiwaqfe-waqfe se mujhe dekhne aate rahnahijr ki shab hai so ho saka hai is shab kuchh bhi--------------------------------------याद तब करते हो करने को न हो जब कुछ भीऔर कहते हो तुम्हें इश्क़ है मतलब कुछ भीअब जो आ आ के बताते हो वो शख़्स ऐसा थाजब मेरे साथ था वो क्यूँ न कहा तब कुछ भीवक्फ़े-वक्फ़े से मुझे देखने आते रहनाहिज्र की शब है सो हो सकता है इस शब कुछ भी Read more umair najmi young poet yaad hindipoetry
Aise chup hain ki ye manzil bhi kaddi ho jaise.. byAhmed Faraz November 18, 2024 aise chup hain ki ye manzil bhi kaddi ho jaisetera milna bhi judaai ki ghadi ho jaiseapne hi saaye se har gaam larz jaata hoonraaste mein koi deewaar khadi ho jaisekitne naadaan hain tire bhoolne waale ki tujheyaad karne ke liye umr padi ho jaisetere maathe ki shikan pehle bhi dekhi thi magarye girah ab ke mere dil mein padi ho jaisemanzilen door bhi hain manzilen nazdeek bhi hainapne hi paanv mein zanjeer padi ho jaiseaaj dil khol ke roye hain to yun khush hain faraazchand lamhon ki ye raahat bhi badi ho jaise----------------------------------------ऐसे चुप हैं कि ये मंज़िल भी कड़ी हो जैसेतेरा मिलना भी जुदाई की घड़ी हो जैसेअपने ही साए से हर गाम लरज़ जाता हूँरास्ते में कोई दीवार खड़ी हो जैसेकितने नादाँ हैं तिरे भूलने वाले कि तुझेयाद करने के लिए उम्र पड़ी हो जैसेतेरे माथे की शिकन पहले भी देखी थी मगरये गिरह अब के मिरे दिल में पड़ी हो जैसेमंज़िलें दूर भी हैं मंज़िलें नज़दीक भी हैंअपने ही पाँव में ज़ंजीर पड़ी हो जैसेआज दिल खोल के रोए हैं तो यूँ ख़ुश हैं 'फ़राज़'चंद लम्हों की ये राहत भी बड़ी हो जैसे Read more ahmed faraz urdu poet hindipoetry