sapna aage jaata kaise .. byMunir Niyazi November 15, 2024 Chhota sa ik gaanv tha jis mendiye the kam aur bahut andherabahut shajar the thode ghar the jin ko tha duuri ne gheraitni badi tanhai thi jis menjagta rahta tha dil merabahut qadim firaq tha jis menek muqarrar had se aage soch na sakta tha dil meraaisi surat men phir dil ko dhyan aata kis ḳhvab men tera raaz jo had se bahar men tha apna-ap dikhata kaise sapne ki bhi had thi akhir sapna aage jaata kaise -----------------------छोटा सा इक गाँव था जिस मेंदिए थे कम और बहुत अंधेराबहुत शजर थे थोड़े घर थेजिनको था दूरी ने घेराइतनी बड़ी तन्हाई थी जिस मेंजागता रहता था दिल मेराबहुत क़दीम फ़िराक़ था जिस मेंएक मुक़र्रर हद से आगेसोच न सकता था दिल मेराऐसी सूरत में फिर दिल कोध्यान आता किस ख़्वाब में तेराराज़ जो हद से बाहर में थाअपना-आप दिखाता कैसेसपने की भी हद थी आख़िरसपना आगे जाता कैसे Read more munir niyazi pakistani poet urdu poetry
hamesha der kar deta hoon main.. byMunir Niyazi August 11, 2023 हमेशा देर कर देता हूं मैं ज़रूरी बात कहनी हो कोई वादा निभाना हो उसे आवाज़ देनी हो उसे वापस बुलाना हो हमेशा देर कर देता हूं मैं मदद करनी हो उसकी यार का ढांढस बंधाना हो बहुत देरीना रास्तों पर किसी से मिलने जाना हो हमेशा देर कर देता हूं मैं बदलते मौसमों की सैर में दिल को लगाना हो किसी को याद रखना हो किसी को भूल जाना हो हमेशा देर कर देता हूं मैं किसी को मौत से पहले किसी ग़म से बचाना हो हक़ीक़त और थी कुछ उस को जा के ये बताना हो हमेशा देर कर देता हूं मैं ---------------------------------------Hamesha der kar deta hoon mainJaruri baat kahni hoKoi waada nibhana hoUse awaaz deni hoUse waapas bulana hoHamesha der kar deta hoon mainHamesha der kar deta hoon mainMadat karni ho uskiYaar ki dhadas bandhna hoBahot deri na rashto parKisi se milne jaana hoHamesha der kar deta hoon mainHamesha der kar deta hoon mainBadalte maushmo ki sair meinDil ko lagana hoKisi ko yaad rakhna ho,Kisi ko bhool jaana hoHamesha der kar deta hoon mainHamesha der kar deta hoon mainKisi ko maut se pahleKisi gham se bachana hoHaqeeqat aur thi kuchUsko jaake ye batana hoHamesha der kar deta hoon mainHamesha der kar deta hoon main Read more hamesa der kar munir niyazi pakistani poet urdu poetry