Main ne jo raah li dushvar ziyada nikli.. byUmair Najmi November 16, 2024 main ne jo raah li dushvar ziyada niklimere andaze se har baar ziyada niklikoi rauzan na jharoka na koi darvazameri taamir men divar ziyada nikliye miri maut ke asbāb men likkha hua haiḳhuun men ishq ki miqdar ziyada niklikitni jaldi diya ghar valon ko phal aur saayamujh se to peḌ ki raftar ziyada nikli-------------------------------------मैंने जो राह ली, दुश्वार ज़्यादा निकली,मेरे अंदाज़े से हर बार ज़्यादा निकली।कोई रोशनदान, न झरोखा, न कोई दरवाज़ा,मेरी तामीर में दीवार ज़्यादा निकली।ये मेरी मौत के असबाब में लिखा हुआ है,ख़ून में इश्क़ की मात्रा ज़्यादा निकली।कितनी जल्दी दिया घरवालों को फल और साया,मुझसे तो पेड़ की रफ़्तार ज़्यादा निकली। Read more umair najmi young poet pakistani poet dard urdupoetry
Majnun ne shahr chhoda to sahra bhi chhod de.. byAllama Iqbal November 15, 2024 majnun ne shahr chhoda to sahra bhi chhod denazzare ki havas ho to laila bhi chhod devaaiz kamal-e-tark se milti hai yaan muradduniya jo chhod di hai to uqba bhi chhod detaqlid Ki ravish se to behtar hai ḳhud-kushirasta bhi DhunD ḳhizr ka sauda bhi chhod demanind-e-ḳhama teri zaban par hai harf-e-ghairbegana shai pe nazish-e-beja bhi chhod delutf-e-kalam kya jo na ho dil men dard-e-ishqbismil nahin hai tu to taḌapna bhi chhod deshabnam ki tarah phulon pe ro aur chaman se chalis baagh men qayam ka sauda bhi chhod dehai ashiqi men rasm alag sab se baiThnabut-ḳhana bhi haram bhi kalisa bhi chhod desauda-gari nahin ye ibadat ḳhuda ki haiai be-ḳhabar jaza ki tamanna bhi chhoḌ deachchha hai dil ke saath rahe pasban-e-aqllekin kabhi kabhi ise tanha bhi chhod dejiina vo kya jo ho nafas-e-ghair par madarshohrat ki zindagi ka bharosa bhi chhod deshoḳhi si hai saval-e-mukarrar men ai kalimshart-e-raza ye hai ki taqaza bhi chhod devaaiz subut laae jo mai ke javaz men'iqbal' ko ye zid hai ki piina bhi chhod de----------------------------------------------मजनूँ ने शहर छोड़ा तो सहरा भी छोड़ देनज़ारे की हवस हो तो लैला भी छोड़ देवाजिज़ कमाल-ए-तर्क से मिलती है यहाँ मुहब्बतदुनिया जो छोड़ दी है तो ऊब़ा भी छोड़ देतकलीद की रविश से तो बेहतर है ख़ुदकुशीरास्ता भी ढूँढ ख़िज़र का सौदा भी छोड़ देमानिंद-ए-ख़ामा तेरी ज़बां पर है हरफ़-ए-ग़ैरबेगाना शै पे नाज़िश-ए-बेज़ा भी छोड़ देलुत्फ़-ए-कलाम क्या जो न हो दिल में दर्द-ए-इश्क़बिज़मिल नहीं है तू तो तड़पना भी छोड़ देशबनम की तरह फूलों पे रो और चमन से चलइस बाग़ में क़याम का सौदा भी छोड़ देहै आशिकी में रस्म अलग सब से बैठनाबुत-ख़ाना भी हरम भी चर्चा भी छोड़ देसौदागरी नहीं ये इबादत ख़ुदा की हैऐ बे-ख़बर सज़ा की तमन्ना भी छोड़ देअच्छा है दिल के साथ रहे पासबान-ए-अक़ललेकिन कभी कभी इसे तन्हा भी छोड़ देजीना वो क्या जो हो नफ़स-ए-ग़ैर पर मदारशोहरत की ज़िंदगी का भरोसा भी छोड़ देशौक़ी सी है सवाल-ए-मुकर्रर में ऐ कलीमशर्त-ए-रज़ा ये है कि तक़ाज़ा भी छोड़ देवाजिज़ सुबूत ला ऐ जो मय के जवाद में'इक़बाल' को ये ज़िद है कि पीना भी छोड़ दे Read more LovePoetry Iqbāl PhilosophicalPoetry urdupoetry