Us ke dushman hai bahut acha aadmi hoga.. byNida Fazli August 11, 2023 उस के दुश्मन हैं बहुत आदमी अच्छा होगावो भी मेरी ही तरह शहर में तन्हा होगाइतना सच बोल कि होंटों का तबस्सुम न बुझेरौशनी ख़त्म न कर आगे अँधेरा होगाप्यास जिस नहर से टकराई वो बंजर निकलीजिस को पीछे कहीं छोड़ आए वो दरिया होगामिरे बारे में कोई राय तो होगी उस कीउस ने मुझ को भी कभी तोड़ के देखा होगाएक महफ़िल में कई महफ़िलें होती हैं शरीकजिस को भी पास से देखोगे अकेला होगा------------------------us ke dushman hain bahut aadmi achchha hogavo bhi meri hi tarah shahr men tanha hoga itna sach bol ki honTon ka tabassum na bujheraushni khatm na kar aage andhera hoga pyaas jis nahr se Takra.i vo banjar niklijis ko pichhe kahin chhoD aa.e vo dariya hoga mire baare men koi raa.e to hogi us kius ne mujh ko bhi kabhi toD ke dekha hoga ek mahfil men ka.i mahfilen hoti hain sharikjis ko bhi paas se dekhoge akela hoga Read more uske dusman hai nida fazil urdu ghazal 20th century poet