main rojgaar k silsile mein - Gulzar.. byUnknown August 11, 2023 मैं रोजगार क सिलसिले में, कभी कभी उसके शहर जाता हूँ,तो गुज़रता हूँ उस गली से,वो नीम तरीक सी गली।और उसी के नुक्कड़ पे,ऊंघता सा पुराना खम्बा,उसी के नीचे तमाम सब, इंतज़ार कर के,मैं छोड़ आया था, शहर उसका।बहुत ही खस्ता सी रौशनी की छड़ी को टेके,वो खम्बा अब भी वही खड़ा है फितूर है ये, मगर,मैं खम्बे क पास जा कर नज़र बचा के मोहल्ले वालों की,पूछ लेता हूँ, आज भी ये वह मेरे जाने के बाद भीआई तो नहीं थी,वो आई थी क्या।------------------------------------main rojgaar k silsile mein,kabhi kabhi uske shahar jaata hun,to guzarta hun us gali se,wo neem tareek si gali.aur usi ke nukkad pe,oonghata sa purana khamba,usi k neeche tamaam sab, intezaar kar ke,main chod aaya tha, shaher uska.bahut hi khasta si roshni ki chadi ko teke,wo khamba ab bhi wahi khada hai fituur hai ye, magar,main khambe ke pass ja kar nazar bacha ke mohalle walon ki,puch leta hun aaj bhi ye wo mere jaane k baad bhi, aayi to nahi thi,wo aayi thi kya... Read more main rogzar ke silsile mein gulzar