Zaban-Daraaz Nazm by Ammar Iqbal.. byUnknown February 27, 2025 मैं अपनी बीमारी बताने से मा'ज़ूर हूँमुझे ज़बान की अजीब बीमारी हो गई हैसो गुफ़्तुगू से परहेज़ करने पर मजबूर हूँमेरा लहजा करख़्त और आवाज़ भारी हो गई हैज़बान में फ़ी लफ़्ज़ एक इंच इज़ाफ़ा हो रहा हैपहले भी तो ये काँधों पर पड़ी थीतुम्हें मेरी मुश्किल का अंदाज़ा हो रहा हैतुम जो मुझ से बात करने पर अड़ी थींआख़िरी तकरार के बाद मैं ने ज़बान समेट ली हैअब मैं एक लफ़्ज़ भी मज़ीद नहीं बोलूँगाखींच-तान कर ज़बान अपने बदन पर लपेट ली हैदुआ नहीं करूँगा गिरह नहीं खोलूँगाहर पस्ली दूसरी पस्ली में धँसती जा रही हैमेरी ज़बान मेरे बदन पर कसती जा रही है---------------------------Main apni bimari batane se maazoor hoonMujhe zubaan ki ajeeb bimari ho gayi hai So guftagu se parhez karne par majboor hoon Mera lehja karakht aur awaaz bhaari ho gayi hai Zubaan mein har lafz ek inch izafa ho raha hai Pehle bhi to ye kandhon par padi thi Tumhein meri mushkil ka andaza ho raha hai Tum jo mujh se baat karne par adi thiin Aakhri takraar ke baad maine zubaan samet li hai Ab main ek lafz bhi mazeed nahin bolunga Kheenchtan kar zubaan apne badan par lapet li hai Dua nahin karunga, girah nahin kholunga Har pasli doosri pasli mein dhansti ja rahi hai Meri zubaan mere badan par kashti ja rahi hai Read more amaar iqbal zaban-daraaz-nazm