Saaqiya ek nazar jaam se pehle pehle.. byAhmed Faraz November 18, 2024 saaqiya ek nazar jaam se pehle pehleham ko jaana hai kahi shaam se pehle pehlenau-giraftaar-e-wafa saee-e-rihaaee hai abasham bhi uljhe the bahut daam se pehle pehlekhush ho ai dil ki mohabbat to nibha di tu nelog ujad jaate hain anjaam se pehle pehleab tire zikr pe ham baat badal dete hainkitni raghbat thi tire naam se pehle pehlesaamne umr padi hai shab-e-tanhaai kivo mujhe chhod gaya shaam se pehle pehlekitna achha tha ki ham bhi jiya karte the faraazghair-maaruf se gumnaam se pehle pehle---------------------------------------साक़िया एक नज़र जाम से पहले पहलेहम को जाना है कहीं शाम से पहले पहलेनौ-गिरफ़्तार-ए-वफ़ा सई-ए-रिहाई है अबसहम भी उलझे थे बहुत दाम से पहले पहलेख़ुश हो ऐ दिल कि मोहब्बत तो निभा दी तू नेलोग उजड़ जाते हैं अंजाम से पहले पहलेअब तिरे ज़िक्र पे हम बात बदल देते हैंकितनी रग़बत थी तिरे नाम से पहले पहलेसामने उम्र पड़ी है शब-ए-तन्हाई कीवो मुझे छोड़ गया शाम से पहले पहलेकितना अच्छा था कि हम भी जिया करते थे 'फ़राज़'ग़ैर-मारूफ़ से गुमनाम से पहले पहले Read more ahmed faraz urdu poet kohat pakistan
Juz tire koi bhi din raat na jaane mere.. byAhmed Faraz November 18, 2024 juz tire koi bhi din raat na jaane meretu kahaan hai magar ai dost purane meretu bhi khushboo hai magar mera tajassus bekarbarg-e-aawara ki maanind thikaane meresham'a ki lau thi ki vo tu tha magar hijr ki raatder tak rota raha koi sirhaane merekhalk ki be-khabri hai ki meri ruswaailog mujh ko hi sunaate hain fasaane mereloot ke bhi khush hoon ki ashkon se bhara hai daamandekh ghaarat-gar-e-dil ye bhi khazaane mereaaj ik aur baras beet gaya us ke baghairjis ke hote hue hote the zamaane merekaash tu bhi meri awaaz kahi sunta hophir pukaara hai tujhe dil ki sada ne merekaash tu bhi kabhi aa jaaye masihaai kolog aate hain bahut dil ko dukhaane merekaash auron ki tarah main bhi kabhi kah sakabaat sun li hai meri aaj khuda ne meretu hai kis haal mein ai zood-faramosh meremujh ko to cheen liya ahad-e-wafaa ne merechaaragar yun to bahut hain magar ai jaan-e-'farazjuz tire aur koi zakham na jaane mere --------------------------------------जुज़ तिरे कोई भी दिन रात न जाने मेरेतू कहाँ है मगर ऐ दोस्त पुराने मेरेतू भी ख़ुशबू है मगर मेरा तजस्सुस बेकारबर्ग-ए-आवारा की मानिंद ठिकाने मेरेशम्अ की लौ थी कि वो तू था मगर हिज्र की रातदेर तक रोता रहा कोई सिरहाने मेरेख़ल्क़ की बे-ख़बरी है कि मिरी रुस्वाईलोग मुझ को ही सुनाते हैं फ़साने मेरेलुट के भी ख़ुश हूँ कि अश्कों से भरा है दामनदेख ग़ारत-गर-ए-दिल ये भी ख़ज़ाने मेरेआज इक और बरस बीत गया उस के बग़ैरजिस के होते हुए होते थे ज़माने मेरेकाश तू भी मेरी आवाज़ कहीं सुनता होफिर पुकारा है तुझे दिल की सदा ने मेरेकाश तू भी कभी आ जाए मसीहाई कोलोग आते हैं बहुत दिल को दुखाने मेरेकाश औरों की तरह मैं भी कभी कह सकताबात सुन ली है मिरी आज ख़ुदा ने मेरेतू है किस हाल में ऐ ज़ूद-फ़रामोश मिरेमुझ को तो छीन लिया अहद-ए-वफ़ा ने मेरेचारागर यूँ तो बहुत हैं मगर ऐ जान-ए-'फ़राज़'जुज़ तिरे और कोई ज़ख़्म न जाने मेरे Read more ahmed faraz urdu poet kohat pakistan
kis taraf ko chalti hai ab hawa nahin maaloom.. byAhmed Faraz November 18, 2024 kis taraf ko chalti hai ab hawa nahin maaloomhaath utha liye sabne aur dua nahin maaloommausamon ke chehron se zardiyaan nahin jaatiphool kyun nahin lagte khush-numa nahin maaloomrahbaro'n ke tevar bhi rahzano se lagte hainkab kahaan pe loot jaaye qaafila nahin maaloomsarv to gai rut mein qaamaten ganwa baithequmariyaan hui kaise be-sada nahin maaloomaaj sabko daava hai apni apni chaahat kakaun kis se hota hai kal juda nahin maaloommanzaron kii tabdeeli bas nazar mein rahti haiham bhi hote jaate hain kya se kya nahin maaloomham faraaz sheron se dil ke zakhm bharte hainkya karein maseeha ko jab dava nahin maaloom----------------------------------------------किस तरफ़ को चलती है अब हवा नहीं मालूमहाथ उठा लिए सबने और दुआ नहीं मालूममौसमों के चेहरों से ज़र्दियाँ नहीं जातीफूल क्यूँ नहीं लगते ख़ुश-नुमा नहीं मालूमरहबरों के तेवर भी रहज़नों से लगते हैंकब कहाँ पे लुट जाए क़ाफ़िला नहीं मालूमसर्व तो गई रुत में क़ामतें गँवा बैठेक़ुमरियाँ हुईं कैसे बे-सदा नहीं मालूमआज सबको दावा है अपनी अपनी चाहत काकौन किस से होता है कल जुदा नहीं मालूममंज़रों की तब्दीली बस नज़र में रहती हैहम भी होते जाते हैं क्या से क्या नहीं मालूमहम 'फ़राज़' शेरों से दिल के ज़ख़्म भरते हैंक्या करें मसीहा को जब दवा नहीं मालूम Read more ahmed faraz urdu poet kohat pakistan
faraz tujh ko na aayeen mohabbatein karni.. byAhmed Faraz August 14, 2023 ये क्या कि सब से बयाँ दिल की हालतें करनी'फ़राज़' तुझ को न आईं मोहब्बतें करनी ये क़ुर्ब क्या है कि तू सामने है और हमेंशुमार अभी से जुदाई की साअ'तें करनी कोई ख़ुदा हो कि पत्थर जिसे भी हम चाहेंतमाम उम्र उसी की इबादतें करनी सब अपने अपने क़रीने से मुंतज़िर उस केकिसी को शुक्र किसी को शिकायतें करनी हम अपने दिल से ही मजबूर और लोगों कोज़रा सी बात पे बरपा क़यामतें करनी मिलें जब उन से तो मुबहम सी गुफ़्तुगू करनाफिर अपने आप से सौ सौ वज़ाहतें करनी ये लोग कैसे मगर दुश्मनी निबाहते हैंहमें तो रास न आईं मोहब्बतें करनी कभी 'फ़राज़' नए मौसमों में रो देनाकभी तलाश पुरानी रिफाक़तें करनी---------------------------------Yeh kya ke sab se bayaan dil kii haalatein karni'faraz' tujh ko na aayeen mohabbatein karniyeh qurb kya hai ke tu saamne hai aur hameinshumaar abhi se Khudaai ke sa'atein karnikoi khuda ho ke patthar jise bhi hamchaahein tamaam umr usi kii ibaadatein karnisab apne apne qareene se muntazir us kekisi ko shukr kisi ko shikaayatein karniham apne dil se hi majboor aur logon kozaraa si baat pe barpaa qayaamatein karnimilen jab un se to mubham si guftagoo karnaphir apne aap se sau sau dafaa hmaqtein karniyeh log kaise magar dushmani nibaahte hainhamein to raas na aayen mohabbatein karnikabhi "faraz" naye mausamon mein ro denakabhi talaash puraani rafaaqatein karni Read more faraz tujhe na aayi mohabbat karni ahmed faraz urdu poet kohat pakistan
ai mere sare logo ab mire dusre baazu pe vo shamshir hai jo.. byAhmed Faraz August 14, 2023 अब मिरे दूसरे बाज़ू पे वो शमशीर है जोइस से पहले भी मिरा निस्फ़ बदन काट चुकीउसी बंदूक़ की नाली है मिरी सम्त कि जो इस से पहले मिरी शह-रग का लहू चाट चुकी फिर वही आग दर आई है मिरी गलियों में फिर मिरे शहर में बारूद की बू फैली है फिर से ''तू कौन है मैं कौन हूँ'' आपस में सवाल फिर वही सोच मियान-ए-मन-ओ-तू फैली है मिरी बस्ती से परे भी मिरे दुश्मन होंगे पर यहाँ कब कोई अग़्यार का लश्कर उतरा आश्ना हाथ ही अक्सर मिरी जानिब लपके मेरे सीने में सदा अपना ही ख़ंजर उतरा फिर वही ख़ौफ़ की दीवार तज़ब्ज़ुब की फ़ज़ा फिर वही आम हुईं अहल-ए-रिया की बातें नारा-ए-हुब्ब-ए-वतन माल-ए-तिजारत की तरह जिंस-ए-अर्ज़ां की तरह दीन-ए-ख़ुदा की बातें इस से पहले भी तो ऐसी ही घड़ी आई थी सुब्ह-ए-वहशत की तरह शाम-ए-ग़रीबाँ की तरह इस से पहले भी तो पैमान-ए-वफ़ा टूटे थे शीशा-ए-दिल की तरह आईना-ए-जाँ की तरह फिर कहाँ अहमरीं होंटों पे दुआओं के दिए फिर कहाँ शबनमीं चेहरों पे रिफ़ाक़त की रिदा संदलीं पाँव से मस्ताना-रवी रूठ गई मरमरीं हाथों पे जल-बुझ गया अँगार-ए-हिना दिल-नशीं आँखों में फुर्क़त-ज़दा काजल रोया शाख़-ए-बाज़ू के लिए ज़ुल्फ़ का बादल रोया मिस्ल-ए-पैराहन-ए-गुल फिर से बदन चाक हुए जैसे अपनों की कमानों में हों अग़्यार के तीर इस से पहले भी हुआ चाँद मोहब्बत का दो-नीम नोक-ए-दशना से खिची थी मिरी धरती पे लकीरआज ऐसा नहीं ऐसा नहीं होने देना ऐ मिरे सोख़्ता-जानो मिरे पियारे लोगो अब के गर ज़लज़ले आए तो क़यामत होगी मेरे दिल-गीर मिरे दर्द के मारे लोगो किसी ग़ासिब किसी ज़ालिम किसी क़ातिल के लिए ख़ुद को तक़्सीम न करना मिरे सारे लोगो---------------------------------------------------ab mire dusre baazu pe vo shamshir hai jois se pahle bhi mira nisf badan kaaT chuki usi banduq ki naali hai miri samt ki jo is se pahle miri shah-rag ka lahu chaaT chuki phir vahi aag dar aa.i hai miri galiyon men phir mire shahr men barud ki bu phaili hai phir se ''tu kaun hai main kaun hun aapas men saval phir vahi soch miyan-e-man-o-tu phaili hai miri basti se pare bhi mire dushman honge par yahan kab koi aghyar ka lashkar utra ashna haath hi aksar miri janib lapke mere siine men sada apna hi khanjar utra phir vahi khauf ki divar tazabzub ki faza phir vahi aam huiin ahl-e-riya ki baten na.ara-e-hubb-e-vatan mal-e-tijarat ki tarah jins-e-arzan ki tarah din-e-khuda ki baten is se pahle bhi to aisi hi ghaDi aa.i thi sub.h-e-vahshat ki tarah sham-e-ghariban ki tarah is se pahle bhi to paiman-e-vafa TuuTe the shisha-e-dil ki tarah a.ina-e-jan ki tarah phir kahan ahmarin honTon pe duaon ke diye phir kahan shabnamin chehron pe rifaqat ki rida sandalin paanv se mastana-ravi ruuTh ga.i marmarin hathon pe jal-bujh gaya angar-e-hina dil-nashin ankhon men furqat-zada kajal roya shakh-e-bazu ke liye zulf ka badal roya misl-e-pairahan-e-gul phir se badan chaak hue jaise apnon ki kamanon men hon aghyar ke tiir is se pahle bhi hua chand mohabbat ka do-nim nok-e-dashna se khichi thi miri dharti pe lakir aaj aisa nahin aisa nahin hone dena ai mire sokhta-jano mire piyare logo ab ke gar zalzale aa.e to qayamat hogi mere dil-gir mire dard ke maare logo kisi ghasib kisi zalim kisi qatil ke liye khud ko taqsim na karna mire saare logo Read more ai mere sare logo ahmed faraz urdu poet kohat pakistan
jis samt bhi dekhun nazar aataa hai ki tum ho.. byAhmed Faraz August 14, 2023 जिस सम्त भी देखूँ नज़र आता है कि तुम होऐ जान-ए-जहाँ ये कोई तुम सा है कि तुम होये ख़्वाब है ख़ुशबू है कि झोंका है कि पल है ये धुँद है बादल है कि साया है कि तुम हो इस दीद की साअत में कई रंग हैं लर्ज़ां मैं हूँ कि कोई और है दुनिया है कि तुम हो देखो ये किसी और की आँखें हैं कि मेरी देखूँ ये किसी और का चेहरा है कि तुम हो ये उम्र-ए-गुरेज़ाँ कहीं ठहरे तो ये जानूँ हर साँस में मुझ को यही लगता है कि तुम हो हर बज़्म में मौज़ू-ए-सुख़न दिल-ज़दगाँ का अब कौन है शीरीं है कि लैला है कि तुम हो इक दर्द का फैला हुआ सहरा है कि मैं हूँ इक मौज में आया हुआ दरिया है कि तुम हो वो वक़्त न आए कि दिल-ए-ज़ार भी सोचे इस शहर में तन्हा कोई हम सा है कि तुम होआबाद हम आशुफ़्ता-सरों से नहीं मक़्तल ये रस्म अभी शहर में ज़िंदा है कि तुम हो ऐ जान-ए-'फ़राज़' इतनी भी तौफ़ीक़ किसे थी हम को ग़म-ए-हस्ती भी गवारा है कि तुम हो ---------------------------------------------jis samt bhi dekhun nazar aataa hai ki tum hoai jaan e jahaan ye koi tum saa hai ki tum hoye Khvaab hai Khushbu hai ki jhonkaa hai ki pul haiye dhund hai baadal hai ki saayaa hai ki tum hois did ki saa.at men kai rang hain larzaanmain hun ki koi aur hai duniyaa hai ki tum hodekho ye kisi aur ki aankhen hain ki meridekhun ye kisi aur kaa chehra hai ki tum hoye umr e gurezaan kahin thahre to ye jaanunhar saans men mujh ko yahi lagtaa hai ki tum hohar bazm men mauzu e suKhan dil zadgaan kaaab kaun hai shirin hai ki lailaa hai ki tum hoik dard kaa phailaa huaa sahraa hai ki main hunik mauj men aayaa huaa dariyaa hai ki tum hovo vaqt na aa.e ki dil e zaar bhi socheis shahr men tanhaa koi ham saa hai ki tum hoaabaad ham aashufta-saron se nahin maqtalye rasm abhi shahr men zinda hai ki tum hoai jaan e faraaz itni bhi taufiq kise thiham ko gham e hasti bhi gavaara hai ki tum ho Read more jis sampt bhi dekhu ahmed faraz urdu poet kohat pakistan
Iss Se Pehle K Bewafa Ho Jaye.. byAhmed Faraz August 12, 2023 इस से पहले कि बे-वफ़ा हो जाएँ क्यूँ न ऐ दोस्त हम जुदा हो जाएँतू भी हीरे से बन गया पत्थरहम भी कल जाने क्या से क्या हो जाएँतू कि यकता था बे-शुमार हुआहम भी टूटें तो जा-ब-जा हो जाएँहम भी मजबूरियों का उज़्र करेंफिर कहीं और मुब्तला हो जाएँहम अगर मंज़िलें न बन पाएमंज़िलों तक का रास्ता हो जाएँदेर से सोच में हैं परवानेराख हो जाएँ या हवा हो जाएँइश्क़ भी खेल है नसीबों काख़ाक हो जाएँ कीमिया हो जाएँअब के गर तू मिले तो हम तुझ सेऐसे लिपटें तिरी क़बा हो जाएँबंदगी हम ने छोड़ दी है 'फ़राज़'क्या करें लोग जब ख़ुदा हो जाएँ-----------------------------------Iss Se Pehle K Bewafa Ho JayeQ Na A Dost Hum Juda Ho JayeTu B Heere Se Ban Gaya PattharHum B Kal Jane Kia Se Kia HojayeTu K Yakta Ta Beshumar HuaHum B Toote To Jabaja Ho JayeHum B Majburiyo Ka Uzr KarePir Kahe Aur Mubtila Ho JayeHum Agar Manzile Na Ban PayeManzilo Takk Ka Rasta HojayeDair Se Soch Mai Hai ParwaneRaak Ho Jaye Ya Hawa HojayeIshq B Khel Hai Naseebo KaKhak Hojaye Keemya HojayeAb K Gar Tu Mile To Hum Tujh SeAise Lipte Teri Qaba HojayeBandagi Hum Ne Chorh Di Hai 'Faraz'Kia Kare Log Jab Khuda Hojaye Read more Isse pehle ki bewafa ahmed faraz urdu poet kohat pakistan
Dost ban kar bhi nahi sath nibhane wala.. byAhmed Faraz August 12, 2023 दोस्त बन कर भी नहीं साथ निभाने वाला वही अंदाज़ है ज़ालिम का ज़माने वालाअब उसे लोग समझते हैं गिरफ़्तार मिरासख़्त नादिम है मुझे दाम में लाने वालासुब्ह-दम छोड़ गया निकहत-ए-गुल की सूरतरात को ग़ुंचा-ए-दिल में सिमट आने वालाक्या कहें कितने मरासिम थे हमारे उस सेवो जो इक शख़्स है मुँह फेर के जाने वालातेरे होते हुए आ जाती थी सारी दुनियाआज तन्हा हूँ तो कोई नहीं आने वालामुंतज़िर किस का हूँ टूटी हुई दहलीज़ पे मैंकौन आएगा यहाँ कौन है आने वालाक्या ख़बर थी जो मिरी जाँ में घुला है इतनाहै वही मुझ को सर-ए-दार भी लाने वालामैं ने देखा है बहारों में चमन को जलतेहै कोई ख़्वाब की ताबीर बताने वालातुम तकल्लुफ़ को भी इख़्लास समझते हो 'फ़राज़'दोस्त होता नहीं हर हाथ मिलाने वाला-------------------------------------Dost ban kar bhi nahi sath nibhane walaWohi andaz hay zalim ka zamane walaAb usay log samjhte hain giraftar meraSakht naadim hay mujhe daam main lane walaSubah dam choRR geya nikhat-e-gull ki suratRaat ko guncha-e-dil may simatt aane walaKya kahen kitne marasim they hamare us seWo jo ik shakhss hai muh phair kay jaane walaTere hote huye aa jati thi sari duniaAjj tanha hoon to koi nahi aane walaMuntazir kiss ka hoon tooti hoi dehleez pe mainKon aye ga yahan, kon hai aane walaKya khabar thi jo meri jaan may ghulla hay itnaHay wohi mujh ko sar-e-daar bhi laane walaMain ne dekha hay baharon may chaman ko jalteHai koi khawb ki tabeer batane walaTum takaluf ko bhi ikhlaas samjhte ho FarazDost hota nahi har hath milane wala Read more dost ban kar ahmed faraz urdu poet kohat pakistan
zindagii se yahii gilaa hai mujhe.. byAhmed Faraz August 12, 2023 ज़िंदगी से यही गिला है मुझे तू बहुत देर से मिला है मुझेतू मोहब्बत से कोई चाल तो चलहार जाने का हौसला है मुझेदिल धड़कता नहीं टपकता हैकल जो ख़्वाहिश थी आबला है मुझेहम-सफ़र चाहिए हुजूम नहींइक मुसाफ़िर भी क़ाफ़िला है मुझेकोहकन हो कि क़ैस हो कि 'फ़राज़'सब में इक शख़्स ही मिला है मुझे---------------------------Zindagii se yahii gilaa hai mujheTu bahut der se milaa hai mujheHamasafr chaahiye hujoom nahiinEk musaafir bhii kaafilaa hai mujheTu mohabbat se koii chaal to chalHaar jaane kaa hausalaa hai mujheLab kushaan hoon to is yakiin ke saathKatl hone kaa hausalaa hai mujheDil dhaDakataa nahiin sulagataa haiVo jo khvaahish thii, aabalaa hai mujheKaun jaane ki chaahato men fraajKyaa ganvaayaa hai kyaa milaa hai mujhe Read more Zindagi se yahi gila hai ahmed faraz urdu poet kohat pakistan
samne us ke kabhi us ki sataish nahin ki.. byAhmed Faraz August 12, 2023 सामने उस के कभी उस की सताइश नहीं की दिल ने चाहा भी अगर होंटों ने जुम्बिश नहीं कीअहल-ए-महफ़िल पे कब अहवाल खुला है अपनामैं भी ख़ामोश रहा उस ने भी पुर्सिश नहीं कीजिस क़दर उस से तअल्लुक़ था चला जाता हैउस का क्या रंज हो जिस की कभी ख़्वाहिश नहीं कीये भी क्या कम है कि दोनों का भरम क़ाएम हैउस ने बख़्शिश नहीं की हम ने गुज़ारिश नहीं कीइक तो हम को अदब आदाब ने प्यासा रक्खाउस पे महफ़िल में सुराही ने भी गर्दिश नहीं कीहम कि दुख ओढ़ के ख़ल्वत में पड़े रहते हैंहम ने बाज़ार में ज़ख़्मों की नुमाइश नहीं कीऐ मिरे अब्र-ए-करम देख ये वीराना-ए-जाँक्या किसी दश्त पे तू ने कभी बारिश नहीं कीकट मरे अपने क़बीले की हिफ़ाज़त के लिएमक़्तल-ए-शहर में ठहरे रहे जुम्बिश नहीं कीवो हमें भूल गया हो तो अजब क्या है 'फ़राज़'हम ने भी मेल-मुलाक़ात की कोशिश नहीं की--------------------------------samne us ke kabhi us ki sataish nahin kidil ne chaha bhi agar honTon ne jumbish nahin kiahl-e-mahfil pe kab ahwal khula hai apnamain bhi KHamosh raha us ne bhi pursish nahin kijis qadar us se talluq tha chala jata haius ka kya ranj ho jis ki kabhi KHwahish nahin kiye bhi kya kam hai ki donon ka bharam qaem haius ne baKHshish nahin ki hum ne guzarish nahin kiek to hum ko adab aadab ne pyasa rakkhaus pe mahfil mein surahi ne bhi gardish nahin kihum ki dukh oDh ke KHalwat mein paDe rahte hainhum ne bazar mein zaKHmon ki numaish nahin kiai mere abr-e-karam dekh ye virana-e-jaankya kisi dasht pe tu ne kabhi barish nahin kikaT mare apne qabile ki hifazat ke liyemaqtal-e-shahr mein Thahre rahe jumbish nahin kiwo hamein bhul gaya ho to ajab kya hai 'faraaz'hum ne bhi mel-mulaqat ki koshish nahin ki Read more samne kabhi uske ahmed faraz urdu poet kohat pakistan