Go sab ko bahm saaghar o baada to nahin tha.. byFaiz Ahmed Faiz November 18, 2024 go sab ko bahm saaghar o baada to nahin thaye shehar udaas itna ziyaada to nahin thagaliyon mein fira karte the do chaar deewanehar shakhs ka sad chaak labaada to nahin thamanzil ko na pahchaane rah-e-ishq ka raahinaadaan hi sahi aisa bhi saada to nahin thathak kar yoonhi pal bhar ke liye aankh lagi thiso kar hi na utthen ye iraada to nahin thawa'iz se rah-o-rasm rahi rind se sohbatfarq in mein koi itna ziyaada to nahin tha-----------------------------------गो सब को बहम साग़र ओ बादा तो नहीं थाये शहर उदास इतना ज़ियादा तो नहीं थागलियों में फिरा करते थे दो चार दिवानेहर शख़्स का सद चाक लबादा तो नहीं थामंज़िल को न पहचाने रह-ए-इश्क़ का राहीनादाँ ही सही ऐसा भी सादा तो नहीं थाथक कर यूँही पल भर के लिए आँख लगी थीसो कर ही न उट्ठें ये इरादा तो नहीं थावाइ'ज़ से रह-ओ-रस्म रही रिंद से सोहबतफ़र्क़ इन में कोई इतना ज़ियादा तो नहीं था Read more faiz ahmed faiz urdu poet progessive love poetry