Ik haveli huun us ka dar bhi huun.. byTehzeeb Hafi November 16, 2024 ik haveli huun us ka dar bhi huunḳhud hi angan ḳhud hi shajar bhi huunapni masti men bahta dariya huunmain kinara bhi huun bhanvar bhi huunasman aur zamin ki vusat dekhmain idhar bhi huun aur udhar bhi huunḳhud hi main ḳhud ko likh raha huun ḳhataur main apna nama-bar bhi huundastan huun main ik tavil magartu jo sun le to muḳhtasar bhi huunek phaldar ped huun lekinvaqt aane pe be-samar bhi huun-----------------------------------एक हवेली हूँ, उसका दर भी हूँ,खुद ही आँगन, खुद ही शजर भी हूँ।अपनी मस्ती में बहता दरिया हूँ,मैं किनारा भी हूँ, भँवर भी हूँ।आसमां और जमीन की वुसअत देख,मैं इधर भी हूँ और उधर भी हूँ।खुद ही मैं खुद को लिख रहा हूँ ख़त,और मैं अपना नामबर भी हूँ।दास्तां हूँ मैं एक तवील मगर,तू जो सुन ले तो मुख़्तसर भी हूँ।एक फलदार पेड़ हूँ लेकिन,वक्त आने पर बेसमर भी हूँ। Read more Urdu Shayari Khud Shanasi Zindagi ke Pehlu Jazbaat aur Falsafa