Jab us ki tasvir banaya karta tha.. byTehzeeb Hafi November 16, 2024 jab us ki tasvir banaya karta thakamra rangon se bhar jaaya karta thaped mujhe hasrat se dekha karte themain jangal men paani laaya karta thathak jaata tha badal saaya karte karteaur phir main badal pe saaya karta thabaiTha rahta tha sahil pe saara dindariya mujh se jaan chhuḌaya karta thābint-e-sahra ruTha karti thi mujh semain sahra se ret churaya karta tha---------------------------------------जब उसकी तस्वीर बनाया करता था,कमरा रंगों से भर जाया करता था।पेड़ मुझे हसरत से देखा करते थे,मैं जंगल में पानी लाया करता था।थक जाता था बादल साया करते-करते,और फिर मैं बादल पर साया करता था।बैठा रहता था साहिल पे सारा दिन,दरिया मुझसे जान छुड़ाया करता था।बिन्त-ए-सहरा रूठा करती थी मुझसे,मैं सहरा से रेत चुराया करता था। Read more tehzeeb hafi Urdu Shayari Ishq aur Ehsaas . Prakriti aur Prem Jazbaat
Ik haveli huun us ka dar bhi huun.. byTehzeeb Hafi November 16, 2024 ik haveli huun us ka dar bhi huunḳhud hi angan ḳhud hi shajar bhi huunapni masti men bahta dariya huunmain kinara bhi huun bhanvar bhi huunasman aur zamin ki vusat dekhmain idhar bhi huun aur udhar bhi huunḳhud hi main ḳhud ko likh raha huun ḳhataur main apna nama-bar bhi huundastan huun main ik tavil magartu jo sun le to muḳhtasar bhi huunek phaldar ped huun lekinvaqt aane pe be-samar bhi huun-----------------------------------एक हवेली हूँ, उसका दर भी हूँ,खुद ही आँगन, खुद ही शजर भी हूँ।अपनी मस्ती में बहता दरिया हूँ,मैं किनारा भी हूँ, भँवर भी हूँ।आसमां और जमीन की वुसअत देख,मैं इधर भी हूँ और उधर भी हूँ।खुद ही मैं खुद को लिख रहा हूँ ख़त,और मैं अपना नामबर भी हूँ।दास्तां हूँ मैं एक तवील मगर,तू जो सुन ले तो मुख़्तसर भी हूँ।एक फलदार पेड़ हूँ लेकिन,वक्त आने पर बेसमर भी हूँ। Read more Urdu Shayari Khud Shanasi Zindagi ke Pehlu Jazbaat aur Falsafa