ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa.. byAhmed Faraz August 10, 2023 रंजिश ही सही दिल ही दुखाने के लिए आआ फिर से मुझे छोड़ के जाने के लिए आकुछ तो मिरे पिंदार-ए-मोहब्बत का भरम रखतू भी तो कभी मुझ को मनाने के लिए आपहले से मरासिम न सही फिर भी कभी तोरस्म-ओ-रह-ए-दुनिया ही निभाने के लिए आकिस किस को बताएंगे जुदाई का सबब हमतू मुझ से ख़फ़ा है तो ज़माने के लिए आइक उम्र से हूं लज़्ज़त-ए-गिर्या से भी महरूमऐ राहत-ए-जां मुझ को रुलाने के लिए आअब तक दिल-ए-ख़ुश-फ़हम को तुझ से हैं उम्मीदेंये आख़िरी शमाएं भी बुझाने के लिए आ------------------------------------ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aaaa phir se mujhe chhod ke jaane ke liye aaPahale se maraasim na sahii phir bhi kabhi tourasm-o-rahe duniya hi nibhane ke liye aaKis kis ko batayenge judaai ka sabab hamtu mujhse khafaa hai tou zamaane ke liye aakuch tou mere pindaar-e-mohabbat ka bharam rakhtu bhi to kabhi mujh ko manaane ke liye aaek umr se hoon lazzat-e-giriyaa se bhi maharuumaye raahat-e-jaan mujh ko rulaane ke liye aaab tak dil-e-khushfeham ko tujh se hain ummidenye aakharii shammen bhi bujhaane ke liye aa Read more ranjis hi sahi ahmed faraz urdu poet kohat pakistan